>>
Jungal me ek aadmi kapde utar k nahane laga..Sare Janvar Badi jor se hasne Lage
Aadmi:kya hua haste kyu ho kameno?
Janvar Apas me bole: Are iski pooch to aage h.
>>
Cricket Fever..
Chennai ki Team mai khelta hai Raina..
Wah Wah..
Chennai ki team mai khelta hai Raina..
Tuzhe Yaad na meri aayi kisi se ab Kya KAHNA….
>>
Mahabharat me likha gaya tha ki Kalyug mai 2 dost honge jis me se 1 dhani or 2 papi hoga
dhani msg karega or papi msg padh kar hasega
“hans papi hans”..
>>
School me ek bacha Chaku liya ghum raha tha..
Sir ne pucha, Chaku liye kyu ghum rahe ho..?
Bachha:
GARIB HU SIR,REVOLVER KAHA SE LAUN..!!
>>